How to Stop Hair Fall in Hindi - Rokiye Apane Girte Baalo Ko

Page 1

Janiye Kuch Simple Steps mai How to Apply Lipstick in Hindi Lipstick, makeup ka sabse badha hissa hai. Iska ek coat hi aapke chehre par chamak bhar sakta hai. Party ho chahe office har jagah mahilaye iska use karti hai. Taki vo aakrshit aur khubsoorat dikhai de. Par bahut si baar dekha gaya hai, jab mahilaye isko sahi tarike se nahi lag apati hai, kyoki unhe iske baar mai sahi tarike se jankari nahi hoti hai. Isliye aaiye aaj iss artical mai hum aapko batate hai, How to Apply Lipstick in Hindi. Aaj kal har mahila ke parse mai Lipstick shade maujud hote hai, jisse vo kabhi bhi use kar sakti hai. Par kabhi bhi ladkiyo kharab lagat hai ki unke subah ki lagai gai lipstick dopahar tak hi fiki pad jati hai. Agar aapki bhi lipstick lambe samay tak nahi rahti hai. Ya aapko bhi nahi samjh aata ki kese aur konsa lipstick shade hum apne hontho par lagaye. To fir chaliye ab hum aapke sare sawaalo ka javaab dete hai. Khate vakt ya pani peete vakt agara lipstick kharab ho jaye to dubara use lagane ki vajah aap kuch niyamo ka palan kare. Jisse aapki lipstick bahut der ta bani rahegi. Jisse aapko bar-bar ise lagane ki jarurat bhi nahi padegi. Saathi agar aap inn tariko ko apnati hai to aap kisi bhi party mai der tak aapne acche lipstick ke look ko banaye rakh sakti hai. Jisse aapka confidences bhi badhega. To bas aaj se hi apni beauty ke liye inn tips ko flow kijiye.

How to Apply Lipstick ke Dwara Bnaiye Apne Hontho ko Khubsoorat Hontho ko Swasth Rakhe Agar aapke honth healthy hai, to lipstick apni jagah par lambe samay tak tiki rahegi. Hontho ko lagatar scrub karte rahe, jisse vah smooth bane rahenge. Aap iske liye toothbrush ka bhi prayog kar sakte hai. Iske alawa hontho par lip balm lagan na bhule.


Turn static files into dynamic content formats.

Create a flipbook
Issuu converts static files into: digital portfolios, online yearbooks, online catalogs, digital photo albums and more. Sign up and create your flipbook.
How to Stop Hair Fall in Hindi - Rokiye Apane Girte Baalo Ko by nikitajoshi - Issuu