Pregnancy Tips in Hindi, Garbhavastha mai Sahi Dekhbhal

Page 1

Title:-

Pregnancy Tips in Hindi: Banaye Maa or Bacche ko Swasth Body:Maa banna ek lady ki life ka sabse bada sapna hota hai. Har aurat chahti hai ki vo ek swasth bacche ko janm de. Iske liye mahila ko pregnancy ke time apna bhot dhyan rakhna chahiye. Pregnant lady ko proper information hona chahiye ki iss time me unhe kya karna chahiye or kin-kin baato ka dhyan rakhna chahiye. Pregnancy ke time me sahi jankari ka hona bhot jaruri hai. To aaiye hum jane ki iss time me kin baato ko apni life me follow karna chahiye or kin baato se dur rahna chahiye. To padiye Pregnancy Tips In Hindi.

Pregnancy Tips in Hindi: Aasan Tarike Swasth Pregnancy ke Liye Hari Sabji or Phalo ka Sevan Kare Hari sabji or Phalo ka sevan karna chahiye or spouted food bhi breakfast me shamil karna chaiye. Taligali chijo ka avoid karna chahiye. Phalo ko khane ke ek ghante pehle use pani me daal de aur acchi tarah saaf karke khae.

Doctor’s Treatment Pregnancy ke starting week me garbh ka vikas janane ke liye Doctor ki salah lete rahna chahiye. Har month Doctor ke pass jaye or sahi treatment le. Sone ka Tarika Iss time me sone ka bhi bahut dhyan rakhna chaiye. Sote samay apni position bhi bar-bar change krna chahiye or neend puri karni chahiye taki aap tension free rahe. Exercise


Turn static files into dynamic content formats.

Create a flipbook
Issuu converts static files into: digital portfolios, online yearbooks, online catalogs, digital photo albums and more. Sign up and create your flipbook.