Backlink kya hote hai backlink se judi puri jankari hindi me

Page 1

Backlink Kya Hote Hai | Backlink Se Judi Puri Jankari Hindi Me http://blog.speedindia24.com/backlinks-kya-hote-hai-backlinks-se-judi-puri-jankari-hindi-me/ http://blog.speedindia24.com/loco-live-app-se-paise-kaise-kamaye/ Hello Friends, Speed India 24 aapka hardik swagat karta hai. Aksar kayi website or blog par sunne me aata hai ki backlink hote kya hai or backlink website or blog ke liye itne important kyon hote hai ? Ye question kayi mahino tak mere mann me bhi tha. Lekin ab jab me backlink or SEO ki acchi jankari rakhta hu to muje lagta hai ki shayad backlink website or blog ke liye itna bhi matter nahi karte. Mene aisi kayi websites dekhi hai jo without quality backlink ke google par high rank par hai. Mere kahane ka matlab ye nahi hai ki backlink bilkul bhi matter nahi karte. Lekin backlink se bhi jaruri hai aapke dvara likha gaya content. Agar SEO ki baat ki jaaye to sabse important baat jo me maanta hu vo hai aapka content kitna high quality ka hai. Yadi aapne high quality content write kiya hai to seo ke liye bhut accha hai. Kyoki ye baat to aap bhi jaante hai ki without quality content ke to aapke quality backlink bhi koyi kaam nahi aane waale hai. Is liye me hamesha se hi suggest karta hu ki sabse pahle quality content write kare. 20 bad quality content se accha hai 1 good quality content. Good quality content seo ke liye bhot important hota hai. Chaliye ye to ho gayi kuch basic baate. Ab baat karte hai jo aaj hamne topic cheda hai “Backlink Kya Hote Hai | Backlink Se Judi Puri Jankari Hindi Me� Backlink kya hote hai ye baat to aap me se bhot log jante hi honge. Lekin ham hamesha naye blogger ko sahi rasta dikhana chahte hai. Taki hame jo struggle karni padi thi vo naye bloggers ko na karni padhe. Me yaha puri koshish karunga ki aapko acche se acche tarike se samja saku ki backlink kya hote hai or ye website or blog ke liye itna important kyo hai ?

Backlink Kya Hai ? | Backlink Kise Kahte hai | What Are Backlink In Hindi Backlink un links ko kaha jaata hai jo ek webpage se dusre webpage ke saath link hota hai. Exapmle :Jaise maan lijiye aapka ek blog hai. Aapne mere blog par ek guest post likhi. Is guest post ke badle me mene aapke blog ko ek link provide kiya. Is tarah mere blog ke dvara aapke blog ko ek backlink mila. (agar saral bhasha me kahe to jab koyi website kisi duri website ya webpage se link hoti hai to us link ko backlink kaha jaata hai.)


Turn static files into dynamic content formats.

Create a flipbook
Issuu converts static files into: digital portfolios, online yearbooks, online catalogs, digital photo albums and more. Sign up and create your flipbook.