Satnam sakhi Jai jai Teoonram Swami tume vandana hamari bigdi banado baba ahe sharan tumari 1. Tumsa dalayu jag mein duja kaha milega Dukh dard ke maro kaa asoon jo pochlega dar chor ke tumara jaye kaha dukhari 2. Vishayon ke ghere jal mein, meri dhoopti hai naiya tumhi sambhalo isko banke prabu khiwaiya vishayon se man hathake nij bhagti do murari
3. Khanto bhari hai raahe kaise kadam badaun man maanta nta na man ko kaise prabu manaun ik pag bhi chal na paun bhoja hai sir pe bhaari 4. Mera rom rom malik nit geet tere gaye jis pal mein bhoolun tumko wo pal kabhi na aaye pal pal karun mein pooja banke tera poojari
Satnam Sakhi Tumko ko Vandana guruvaar tumko vandana nahi tumsa koi deen dayalu sain tumko vandana guruvaar tumko vandana 1. Dware pe aya jo bhi jholi phelake pai hai usne saari man ki murade kabhi khali, dar se gaya koi gaya na 2. Tum hi hamare sain praan adhaar haar hoo jeewan ki naiya tumhi khewan haar hoo mere man mein, ein, guruvaar akhar basnaa
Satnam Sakhi Jewaan kisiko arpan karke to dekh le satgur ko sab samarpaan karke to dekh le 1. Saagar ka khara jal yeh kisi kaam ka nahi suraj ko ho samarpit badal bane wahi amrit saman deta hai jeewaan yeh dekh le