Twitter account kaise banate hain BYSANJAY MAURYA
Hello…. Doston main aaj aapko ye batunga ki Twitter account kaise banate hain vo bhi kisi mobile number ke. (soluationpoint) To doston agar aap bina mobile number ke Twitter account banana chaahte hain to uske liye aapke paas Gmail,Yahoo,Hotmail isme se kisi bhi ek email ka hona chahiye.
doston main ab aapko Twitter account banana batane ja raha huin. Twitter account banane ke liye aapko neeche batye gaye kuch steps ko follow karna padega. (soluationpoint) 1. Sabse pahle Google par jaakar Twitter search karnge ya aap url main jaakar “Twitter. com” bhi likh sakte hain(Twitter par jane ke liye yanha click kare) 2. Ab aapke samne kuch is tarha ka page khulega.janha aapko “Sign Up” par click karna hain. 3. Ab aapke samne kuch is tarha ka page open hoga janha appko batye gaye anusaar bharna hain. Full Name – Yanha aap aapna name likhange.
(soluationpoint) Phone or email – Yanha aapko aapna mobile number ya apna email likhna hai Password – Yanha aapko aapna password dalna hai(yaada rahe password minimum 6 ank ka hona chahiye) 4. Sab kuch fill karne ke baad aapko sign up ke button par click karna hai. (soluationpoint) 5. Ab aapse verification ke liye kaha jayega. ab aapko country select karke apna mobile number dalana hai.(yaad rahe jo number aapke paas maujud hai wahi number daale,