zehni tawazon bigar jata hey,eis ki waja paicheedah halaat hon,koi uljhan ho ya shaker marz ho,dimaghi tawazon kharab honey ki koi bhi waja ho,elaaj eik hi hey woh yeh hey ke jab bhi pani piyein eik ghoont pani per َّح ِیم ِ بِس ِْم اللَّـ ِه الرَّحْ َم ٰـ ِن الر parh ker dam ker ke piyein ya eis tarhan karein ke pehla ghoont pani moonh mein ley ker dil hi dil mein "BEISM ALLAH"shareef parhein.Ager mareez ki halaat itni kharab ho ke yeh khud yeh amal na kar sakey to َّح ِیم ِ بِس ِْم اللَّـ ِه الرَّحْ َم ٰـ ِن الر zafran aur ark-e-gulaab se eik plate per likh ker subha nihaar moonh pilayein.
DIMAAGH KI RUG PHAT JANA Baaz auqat sir per shadeed choat lag janey se dimagh ka androni nizam toot jata hey,koi sadma puhunchney ya dauraney khoon dimagh ko jathka lagney se dimagh ki koi rag toot jati hey aur mareez behoosh ho jata hey.Eis ko COMMA bhi kehtey hain eis ka “elaaj yeh hey ke dumbey ke oon ya bakri aur dumbey ki khaal ko esi jaga jalya jaye jahan se mareez ko dhooaan puhanch sakey.Eis dhooein se dimaagh 93 | P a g e