mein sanf e naazuk ka aks jhalakta hey kuch mardoon ki awaaz bhi aurton ki awaaz ki tarhan hoti hey eis ke tadaarukh ke liye subha bedaar honey ke baad aur raat ko sontey waqt eik arsey tak َلی النٰی َسء ِء َ اَ ْلرِّ َجا ُل قَ َّوا ُموْ نَ ع (Al rijaal o qawa moona allal nisaa e) ka wird kiya jaye.
NEEND KUM ANAA YA BILKOL NA ANA. Neend kam aaney ki wojoohaat mein badi waja dimaagh mein kushki asaabi kashaakash, dimaaghi kashmakash ya belfaaz e deeger dimaaghi khalafshaar.Zehni dabao fikr o alam aur khoof o ranj hotey hain.Pehley in batoon se jahan tak mumkin dimaagh ko khali karna zaroory hey.Aisa karna irtikaaz e tawajho ke amal se bohat asaan ho jata hey. Sab kamoon se faarigh honey ke baad araam de bister per late jayein.Jeism ko dheela chaur dein.Aankhey band ker lein aur yeh tasawoor karein ke gardan se naaf tak jeism per sheeshey ka eik bara jar rakha hooa ho aur eis mein halki thandi aur farhat ameiz roshniyaan bhari hooyee hain.Jab yeh tasawor kaayem ho jaye to surh al bakra ki pehli ayat tak َ ی ُْؤقِنُونse َْب ِی ِه ھُدًى لِّ ْل ُمتَّقِ ْین َ الم َذلِكَ ْال ِكتَابُ َلَ َری 143 | P a g e